Singer: Kishore Kumar
Music: R.D Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Movie : Jawani Diwani (1972)
Performers: Starring: Randhir Kapoor, Jaya Bahaduri.
Lyrics:
Samne yeh kaun aaya dil me hui hulchul (Who came infront of me? made my Heart palpitations)
Dekhke (By looking)
Bas ek hi jhalak (a glace)
Ho gaye hum pagal (Became mad)
Samne yeh kaun aaaya dil me hui hulchul
Dekh kee bas
Ek hi jhalak ho gaye hum pagal
Arey baatein mulakatein (Chatting, meeting)
humse bhi toh hongi (will be with me too)
Arey humse khulenge woh aaj nahi toh kal (Today or tomorrow, she will open up with me)
Samne yeh kaun aaya dil me hui hulchul
Dekh ke
Bas ek hi jhalak
Ho gaye hum pagal
Rehna hain yaha toh (If wanted to live here)
Dono hain jawan toh (Both are young)
Bhala dur kaise rahengeee (How can we stay apart)
Maana woh hasin hai (I agree, she is beautiful)
To hum bhi kam nahi hain (That doesn't mean I am less than that)
Woh magrur kaise rahenge
Rehna hain yaha toh
Dono hain jawan toh
Bhala dur kaise rahengee
Maana woh hasin hai
To ham bhi kam nahi hain
Woh magrur kaise rahenge
Lalala
Lalalala
Lalalala la la lala
Samne yeh kaun aaya dil me hui hulchul
Dekh ke bas ek hi jalak
Ho gaye ham pagal
Aankhon hi aankhon mein (In eyes only)
Baaton hi baaton mein (talking)
Kabhi jaan pehchan hogiiii (someday will be introduced)
Sun lo yeh kahani (Listen this story)
Hasina ek anjani (An unknown lady)
Kissi din meharban hogiii (Someday will give some mercy)
Aankhon hi aankhon mein
Baato hi baato mein
Kabhi jaan pehchan hogiii
Sun lo yeh kahani
Hasina ek anjani
Kisi din meharban hogii
Ju ju ju
Ju ju ju ju
Ju ju ju ju Ju ju ju ju
Samne yeh kaun aaya dil me hui hulchul
Dekh ke bas ek hi jhalak
Ho gaye hum pagal
Arey batein mulakaatein
Humse bhi toh hogi
Arey humse khulenge woh aaj nahi toh kal
Samne yeh kaun aaya dil me hui hulchul
Dekh ke bas ek hi jhalak
(Both) Ho gaye hum pagal hoo ho
No comments:
Post a Comment